Wednesday, July 1, 2020

Kajal Banke teri ankhon me samane ki tammna hai !

dua banke tere dard ko mitane ki tamnna hai!!

chahat teri kam na hui dur rah kar bhi mujhse !

bas ab dooriyon ko mitane ki tammna hai!!

yun to is jhna ki har khushi mili hai mujhko!
Bas tere dard me khudko dubone ki tamnna hai!!

No comments:

Post a Comment