Wednesday, July 1, 2020

Khwaish

Kajal Banke teri ankhon me samane ki tammna hai !
dua banke tere dard ko mitane ki tamnna hai!!
chahat teri kam na hui dur rah kar bhi mujhse !
bas ab dooriyon ko mitane ki tammna hai!!
yun to is jhna ki har khushi mili hai mujhe!
bas ek bar tujhe khuda banane ki tammna hai!!

No comments:

Post a Comment